Sunday 3 November 2013

Deepawali

Khushiyon Ke Deep Jalte Rahein
Man Ko Prakashman Karte Rahen
kuch Sukhad Charh Nikalte Rahein
Pariwar Ko Khushganwar Banate Rahein
Rangoli aur Sajja se Ghar Sajte Rahein
Jeewan Sangeetmaye Bante Rahein
Pujan Purn Kar Laddu Bhog Lagte Rahein
Utsah Aur Umang Sang Hum Diwali Manate Rahein

Thursday 8 August 2013

Desh Putron Ko Pranam:Seene Par Goliyan

Seene Par Goliyan,
Desh Par Kurbaniyan.
Sarhad Par Sainikon Par Prahar
Desh Wasiyon Ab to Do Dushmanon Ko Lalkar
Aao Aaj Pran Karen ,Hum Raksha Karenge Apnon Ki
Aaj se Vyarth Na Jane Denge Kurbani Desh Putron Ki

Thursday 20 June 2013

On Uttaranchal Tragedy-

Jai Bhole Nath Ki ,Raksha karo sabki ,chahe hon Hindu,Muslim,Sikh,Isai Ya hon koi aur Bhai,Bahan,Bugurg ya Bacche.

Tuesday 26 March 2013

HOLI POEMS

u can see poems in Hindi in my book JEEVAN KE RANG KAVITAON KE SANG on PDF available on www.ompagarwal.blogspot.com on page 15-Jeewan ke rang Holi ke sang,RANG DARO HOLI MAIN on page 39 and Holi Ke Rang on page 42